Skip to main content

bacho ne bhude maa baap ki kiya halt kar di hai. बच्चो ने बूढ़े मां बाप की किया हालत कर दी है ?

bacho ne bhude maa baap ki kiya halt kar di hai. बच्चो ने बूढ़े मां बाप की किया हालत कर दी है ?

Aaj kal ke bacho ne maa baap ki kiya halt kar di hai. कल के बच्चो ने बूढ़े मां बाप की किया हालत कर दी है ?

Roj me sunta hu ki pita ki sewa karni chayiye. Hamesa mata pita ki sewa karni chayiye. Inke charno me swarg hai. Sukh hai sahnti hai. Kiya sach me yesa hota hai jo log kehte hai kiya bilkul sach bat hai.

Mata pita ka jo aaj haal hai. yeah kisko pata hai koi mahsus bhi kar sakta hai kiya.



Har ma baap ka ek sapna hota hai. Ek din mera beta, meri beti hamara naam roshn karega or hamara shara bnega or aaj unki ye umeed ek sapna Ban ke rahe gyi hai.

Jab ek bachha paida hota hai tabhi se maa baap apne bachhe ko bhaut hi pyar se palna suru kr dete hai uski har jarurt ka pura khyal rakhte hai koi kami nahi rakhte kiyo ki ye inka beta hai is liye.

Ma baap ka wo raat bhar jaag kar bacche  ko dudh pila kar Sula Na aaj yad a jata hai. Badebade schoolon mein padhaanaa acche acche kapde pahnane ko dena. Meri har ichcha ko pura karna.

Aaj kal ke bacho ne maa baap ki kiya halt kar di hai.





Aaj kiya hota hai................
Aajaaj ke Daur mein ghar makan ke piche ghar ghar mein ladai ho rahi hai. Ma baap ki kadar nahin ho rahi hai.

Jab kahin ye bimar Ho jaate Hain to aur bhi tension jyada ho jati hai Paisa Kaun lagaega
Ghar ke Kone mein maa baap bade rahte hain chahe vah bimar hai chahe nahin hai per Fir bhi aaj koi puchne wala nahin hai ke wo kis hal mein abhi hai hi.

Aaj kal ke bacho ne maa baap ki kiya halt kar di hai.
Ghar me pura parivar hota hai phir bhi koi nahin puchta kiyo Kiya aaj hamko inki jarurt nahi hai is liye ya inki umar bahut ho gayi hai sayed is liye ab yeh kisi kaam ke nahi hai duniya me ek boj hai ya is liye
Pal pal tadap rahe hai marne ke liye.

Last me kiya hota hai.

Ek Vridh ashram me chod aate hai chlo ab jaan chuti roj roj ka drama hi khatm ho jata hai roj roj ka kharcha utha utha kar tang ho gaye the ab yah sab drama khatm Ho Gaya.

Ab aayi apni wari 

Hoga vahi jindagi mein Jo humne Kiya hai ab wapas is duniya mein hamare sath hoga.
Ab hamare bacche apna rang dikhana shuru kar dete Hain Jo Kiya vah samne najar aane Laga roj bacch bahar se ladai jhagada kar ke anne lage hai roj roj tang karne lage hai .papa aaj ye chayiye aaj wo chayiye.

Ab hamari umar bhi ho gyi hai kafi bache puchte bhi nahi beta ham bimar hai docter ko bula do ilaz krwa do jaan nikal rahi hai par hota kiya hai bacche nazer andaz kar dete hai.

Roj roj ma baap darma karte hai kal hi to abhi ilaz krwaya hai, roj paisa khase aayega papa phele hi bahut paisa lag gya hai aapke ilaz me ab kiya kre bolo.

Beta hum thumare maa baap hai to kiya kru ghar bech do kiya aapke liye

Ab yaad aate hai apne asli maa baap jinhone kitni muskil se hame pal ke bada kiya hoga ab wo sab baate yaad aati hai 
Ab rote hai sar pe hath rakh ke jo bolte the wo bilkul sach bolte the par ab to maafi bhi nahi maang sakte kiyo ki ab wo is duniya me hai hi nahi

Aaj kal ke bacho ne maa baap ki kiya halt kar di hai.

Abhi hi sambal jao dosto kal apni wari bhi ayegi koi nahi puchega aapko bhi tab kisko yaad kroge abhi hi maafi maang lo kal waqt nahi milega.

Dosto ye hamre samaj me roj hota hai aapne aapko bado nahi to kal hamari wari bhi aane wali hai jo karoge wo hi bahroge
Dosto ye blog aapko kasa lga jrur btaye





Comments