Skip to main content

Posts

Showing posts from July, 2020

bacho ne bhude maa baap ki kiya halt kar di hai. बच्चो ने बूढ़े मां बाप की किया हालत कर दी है ?

bacho ne bhude maa baap ki kiya halt kar di hai. बच्चो ने बूढ़े मां बाप की किया हालत कर दी है ?

Aaj kal ke bacho ne maa baap ki kiya halt kar di hai. कल के बच्चो ने बूढ़े मां बाप की किया हालत कर दी है ? Roj me sunta hu ki pita ki sewa karni chayiye. Hamesa mata pita ki sewa karni chayiye. Inke charno me swarg hai. Sukh hai sahnti hai. Kiya sach me yesa hota hai jo log kehte hai kiya bilkul sach bat hai. Mata pita ka jo aaj haal hai. yeah kisko pata hai koi mahsus bhi kar sakta hai kiya. Har ma baap ka ek sapna hota hai. Ek din mera beta, meri beti hamara naam roshn karega or hamara shara bnega or aaj unki ye umeed ek sapna Ban ke rahe gyi hai. Jab ek bachha paida hota hai tabhi se maa baap apne bachhe ko bhaut hi pyar se palna suru kr dete hai uski har jarurt ka pura khyal rakhte hai koi kami nahi rakhte kiyo ki ye inka beta hai is liye. Ma baap ka wo raat bhar jaag kar bacche  ko dudh pila kar Sula Na aaj yad a jata hai. Badebade schoolon mein padhaanaa acche acche kapde pahnane ko dena. Meri har ichcha ko pura karna. Aaj kal ke bacho ne maa baap ki...